1 Amp
me kitne watt hote hai
Dc supply ke liye apms or volt ka guna watt ke barabar hota hai
example - 1 amps 12 vlot dc agar he to ye 12 watt ho jayega. current mapne ki ikaai ko ampere kaha jata hai. jab ghar me hamare 250 volt aata hai or hamare pass 250 w hoga to agar ham in dono ka bhag karenge to iski velue nikal kar aayegi vo 1 amp hogi
250÷250=1
Agar watt double ho jaye to vo 2amp aayega
Agar aapka volt kam ho jata hai to aapka amp badh jayega Or agar aapka volt badh jata hai to aapka amp kam ho jata he
W V A
1500÷250= 6
1500÷220=6.818
500÷220= 2.272
Vese market me bhaut saari Esi machine bhi aati he jisse volt. Watt amp sab chek kiya ha sakta hai .
Aapke kuch saval .
1 amp me kitne watt hote hai
Ans. - Jab volt 250 ho tab 1 amp me watt bhi
250 hi hoga agar current dc ho to watt 12 ho jayega
Ans. - Single fase watt=amp × volt × pf
Aapke kuch saval muje comment jarur kare jiska
javab dene ke liye me uplabdh hu
tag
Post a Comment