Led flood lights | Outdoor flood lights
Outdoor me kisi big area ko cover karne ke liye led flood light ka use kiya jata hai. is aricle me aap janenge led flood light ke bare me
flood light ke use ,flood light ke watt, flood light lagane ka tarika
1. Flood light watt
2. Flood light use
3. Flood light price in india
4. Solor flood light
Flood light watt
Led flood lights ke alag alag watt aate hai isme sabse choti flood light 10w ki milta hai
flood light me watt kitne hote hai
1. 10 watt led flood light
2. 20 watt led flood light
3. 30 watt led flood light
4. 50 watt led flood light
5. 100 watt led flood light
6. 200 watt led flood light
7. 250 watt led flood light
8. 300 watt led flood light
9. 500 watt led flood light
Flood light use
Flood light ka use normal kisi bade area ko bright karne ke liye kiya jata hai.
normaly kisi function me iska use kiya jata hai or cricket ground cover karne me iska use kiya jata hai.
Flood light price in india
India me normaly dekha jaye to price bhaut hi low hai flood light ka ek brand ki price agar ham dekhne jayenge to 50w ki flood light ki price 1500 se 2000 tak milti hai
vahi par local brand ki baat karenge to 800 se 1000 ke bich me floof light mil jati hai
yaha par aapko kuch brand ke naam suggest kar rahe hai ham
surya, syska. philips, wipro, havells, corvi, oe bhi bhuat sare brand hai
Solor flood light
Abhi ke time me solor flood light market me bhaut hi teji se apni pakad ban raha hai.
iska ek reason ye hai ki iska light bill nahi aata kyoki ye light solor par hi charge hoti hai or bettrty par chalti hai is liye isko electricity ki jarurat nahi hai
chalu band karne ka koi tension nahi
isme sensor lage huye hote hai jo automatic night me light chalu kar dete hai or subha automatic band kar dete hai
is reason se solor flood light ranking me chal rahe hai
إرسال تعليق