Outdoor light | water proof outdoor light

 Outdoor light | water proof outdoor light 


Outdoor light ye ek fashion ban gaya hai .har kisi ke ghar me outdoor light to laga huaa hoga. outdoor ek bhaut hi accha product hai. aaj ke article me ye hi janenge ki out door light kitne type ke hote hai or kaha par lagana chahiye outdoor or indoor me kya fark hai or inke rate kya rahte hai



Type of out door light 

1. out door light 
2. indoor light 
3. waterproof out door light 
4. flood light
5. motion and sensor light
6. spot lights




outdoor light-:

out door light bhaut type ke hote hai inko home ke out side lagaya jata hai out door light ghar ki wall par design banata hai jesa ki aap image me dekh sakte hai 
our door light esa hota hai jo wall par fix kiya ja sake isme bhaut sare design aate hai design aap apne chocie se dekh sakte hai 
outdoor light lagane ki jagha - ghar, mall, hotels, hospital, office, ghar ki gellery me, jaha aapki marji pade vaha laga sakte hai , ye light agar pani me bhig bhi gayi to bhi koi tension nahi hoti  


Indoor light

indoor light vo light hota hai jo ghar ke andar lagaya jata hai, ye khas tor par hotels me mall me lagaya jata hai bade showroom me thether me har jagha par laga huaa dikhega aapko




Waterproof outdoor light 

waterptoof outdoor light naam se hi jana jata hai ki ye light waterproof hai 
ye our door light esi hoti hai jinko pani ke andar lagaya jata hai  jese ki inko aap swimming pull me lagate hai
door ke out me lagate hai jaha par barish ke pani ka problem hota hai unko ye vala light try karna achaiye




flood light

flood light bade area ko cover karne ke liye lagaya jata hai. ya fir kisi badi building ko cover karne ke liye ya fir road par ujala karne ke liye lagaya jata hai floo light me size choti badi aati hai agar area chota ho to choti flood light lagai jati hai
watt- flood light me 10watt se start hokar 500w tak flood light aati hai flood light ko studium, parking jesi jagho par lagaya jata hai






Motion and sensor light

Motion and sensor light ye ek sensor light hota hai jiske sensor kisi person ya fir animal ya kisi ke hilne ki aavaj se chalu ho jate hai or inka timing hota hai 1 minat se lagakar 20 minat tak ye chalu rahta hai baad me automatic band ho jata hai
motion and sensor light kisi bhi type me ho sakta hai flood light, street light 


Spot light

spot light special outdoor gardan me lagaya jata hai or ye kisi chij par ko focus karne ke liye lagaya jata hai flood light or street light ki tulna me spot light alag model ki hoti hai jesa ki aap photo me dekh sakte hai 







  

  






  











Post a Comment

أحدث أقدم